Jaun Elia Sad Poetry
قیامت خیز ہےں آنکھےں تمہاری
تم آخر خواب کس کے دیکھتے ہو
-::-
Qayamat khaiz hai Aankhey tumhari
Tum aakhir khawab kis ke dekhte ho
Tum aakhir khawab kis ke dekhte ho
————
حد ادب کی بات تھی، حد ادب میں رہ گئی
میں نے کہا میں چلا ،اس نے کہا کہ جاھےے
-::-
Had e adab ki bat thi, had e adab mein reh gayi
Mein ne kaha mein chala, us ne kaha keh jaeay
——————
مدت ہوئی کہ آپ نے دیکھا نہیں ہمےں
مدت كے بعد آپ سے دیکھا نا جائے گا
-::-
Muddat hui ke aap ne dekha nahi hummay
Muddat ke baad aap se dekha na jaye ga
—————
تم نا آنا میری عےادت کو
تیرا احسان مار ڈالے گا
-::-
Tum na aana meri ayadat ko
Tera ahsaan maar daaley ga
————–
حسرتےں دفن ہےں مجھ میں
خود کا خود مزار ہوں میں
-::-
Rasratey dafan hai mujh mein
Khud ka khud mazaar hon mein
Khud ka khud mazaar hon mein
—————