Poetry on Love in Urdu
دغا باز ہو تم ستم ڈھانے والے
فرےب محبت میں الجھانے والے
-::-
Dagha baaz ho tum sitam dhanay walay
Frey bay mohabbat mein uljhane walay
————-
چھوڑ کے جانا ہے تو جا، پر مات ادھوری ثابت کر
مجھ سے جھگڑا کر اور مجھ تو غیر ضروری ثابت کر
-::-
Chore ke jana hai to ja, par maat adhuri sabit kar
Mujh se jhagra kar aur mujh to ghair zaroori sabit kar
————
خدا کی مرضی بول کہ مجھ سے بچھڑ گیا
اےک شخص خدا کے نام پر فریب کر گیا
-::-
Khuda ki marzi bol ke mujh se bhichar gaya
Aik shakhs khuda ke naam par fraib kar gaya
———–
وہ بھلا شخص تو خود کو بھی میسر نھ رہا
جس کی بانہوں کا پناہوں کا طلب گار ہے تو
-::-
Woh bhala shakhs to khud ko bhi muyassar nah raha
Jis ki baho ka panahoon ka talabb gaar hai to
————
اِس قدر کشش ہے تمہاری اداؤں میں
ہم اگر تم ہوتے تو خود سے عشق کر لیتے
-::-
Iss qader kashish hai tumhari adaon mein
Hum agar tum hotay to khud se ishq kar letay
————-